Tabs&Chords

Kya Yahi Pyaar Hai Chords – Kishore Kumar

Chords
Gm · D · Cm · F · Eb · Bb
Capo
None
Genre
Bollywood

Intro

Gm            D   Cm
Kya yahi pyar hai…
Gm              D
Haan yahi pyaar hai
F
Ho dil tere bin kahin lagta nahin
     Eb      D
Waqt guzarta nahin

Verse 1

Gm
Pehele main samajha
     Cm  Bb       Cm
Kuch aur wajah in baton ki
Gm
Lekin ab jana
      Cm    Bb       Cm
Kahan neend gai meri raton ki
Gm
Jagati rehti hun main bhi
      F       Eb
Chand nikalta nahin
F
Dil tere bin kahin lagta nahin
     Eb      D
Waqt guzarta nahin

Verse 2

Gm
Kaise bhulungi
   Cm   Bb       Cm
Tu yaad hamesha  aayega
Gm
Tere jaane se
      Cm      Bb Cm
Jeena mushkil ho jayega
Gm
Ab kuch bhi ho dil pe koi
       F      Eb
Zor to chalta nahin
F
Dil tere bin kahin lagta nahin
     Eb      D
Waqt guzarta nahin

Verse 3

Gm
Jaise phulon ke
Cm     Bb        Cm
Mausam me ye dil khilte hain
Gm
Premi aise hi
    Cm      Bb       Cm
Kya patjhad mein bhi milte hain
Gm
Rut badle duniya badle
     F       Eb
Pyar badalta nahin
F
Dil tere bin kahin lagta nahin
     Eb      D
Waqt guzarta nahin

Outro

Gm            D   Cm
Kya yahi pyar hai…
Gm              D
Haan yahi pyaar hai

FAQ

What chords are in Kya Yahi Pyaar Hai?

Kya Yahi Pyaar Hai by Kishore Kumar uses 6 chords: Gm, D, Cm, F, Eb, Bb.

Do you need a capo for Kya Yahi Pyaar Hai?

No, it is played without a capo.

More songs by Kishore Kumar

Songs with similar chords