Tabs&Chords

Chala Jata Hoon Chords – Kishore Kumar

Chords
D · G · A
Capo
None
Key
E
Genre
Bollywood

Chorus

      D                 G
Chala jata hun, kisi ki dhun mein
         D       A      D
dhadakte dil ke, tarane liye
         G            D
milan ki masti, bhari aankhon mein
        G              D
hazaron sapane, suhane liye,...  hooo
      D                 G
Chala jata hun, kisi ki dhun mein
         D       A      D
dhadakte dil ke, tarane liye

Verse 1

         D           D             A
ye masti ke, nazaren hain, to aise mein
          G          D
sambhalna kaisa meri qasam
   D                  D               A
Jo laharati, Dagariya ho, to phir kyu na
            G           D
chalon main behka behka re
     G                    D
mere jivan mein, ye shaam ayi hai
         G            D
mohabaat wale, zamane liye,ho...
      D                 G
Chala jata hun, kisi ki dhun mein
         D       A      D
dhadakte dil ke, tarane liye

verse 2

         D         D            A
vo aalam bhi, ajab hoga, vo jab mere
      G         D
karib aegi meri qasam

Verse

      D            D           A
kabhi baiyan chuda legi, kabhi hanske
        G         D
gale se lag jaegi hay
     G                  D
meri bahon mein, machal jaaegi
         G              D
vo sache jhuthe bahaane liye, ho...
      D                 G
Chala jata hun, kisi ki dhun mein
         D       A      D
dhadakte dil ke, tarane liye

Verse 3

        D             D           A
baharon mein, nazaron mein, nazar Daaloon
        G          D
to aisa laage meri qasam
          D           D              A
vo nainon mein, bhare kajal, ghungat khole
           G         D
khadi hain mere aage re
          G            D
sharam se bojhal jhuki palkon mein
      G                D
jawan raaton ke fasane liye, ho...
      D                 G
Chala jata hun, kisi ki dhun mein
         D       A      D
dhadakte dil ke, tarane liye

FAQ

What chords are in Chala Jata Hoon?

Chala Jata Hoon by Kishore Kumar uses 3 chords: D, G, A.

Do you need a capo for Chala Jata Hoon?

No, it is played without a capo.

What key is Chala Jata Hoon in?

The original key is E.

More songs by Kishore Kumar

Songs with similar chords