Tabs&Chords

Mujhe Raat Din - Sangharsh Chords – Sonu Nigam

Chords
C · F · Bb
Capo
None
Genre
Bollywood

Intro

C           F
Hmm hmm hmm hmm
C         F
Ehe la la la

Verse 1

C          F       Bb    C
Mujhe raat din bas mujhe chahti ho
        F           C         F
Kaho na kaho mujhko sab kuchh pata hai
     C          F         Bb      C
Haan karoon kya mujhe tum bataati nahin ho
          F             C        F
Chhupaati ho mujhse yeh tumhaari khata hai
   C          F       Bb    C
Aa mujhe raat din bas mujhe chahti ho

Verse 2

C                Bb     C
Meri bekarari ko had se badhana
                       Bb      C
Tumhein khoob aata hai baatein banana
F                      Bb         C
Nigaahein mila ke yoon mera chain lena
F                     Bb        C
Sata ke mohabbat mein yoon dard dena
           F       Bb      C
Mujhe dekh ke aise palkein jhukana
                               F
Shararat nahin hai to phir aur kya hai
   C          F       Bb    C
Aa mujhe raat din bas mujhe chahti ho

Verse 3

C             Bb           C
Tumhein neend aayegi ab na mere bin
                      Bb     C
Mujhe hai yakeen aisa aayega ik din
F                      Bb   C
Khuli teri zulfon mein soya rahoonga
F                     Bb    C
Tere hi khyaalon mein khoya rahoonga
           F       Bb      C
Kabhi gaur se meri aankhon mein dekho
                            F
Meri jaan tumhara hi chehra chhupa hai

Chorus

   C          F       Bb    C
Aa mujhe raat din bas mujhe chahti ho
        F           C         F
Kaho na kaho mujhko sab kuchh pata hai
     C          F         Bb      C
Haan karoon kya mujhe tum bataati nahin ho
          F             C        F
Chhupaati ho mujhse yeh tumhaari khata hai
   C          F       Bb    C
Aa mujhe raat din bas mujhe chahti ho

FAQ

What chords are in Mujhe Raat Din - Sangharsh?

Mujhe Raat Din - Sangharsh by Sonu Nigam uses 3 chords: C, F, Bb.

Do you need a capo for Mujhe Raat Din - Sangharsh?

No, it is played without a capo.

More songs by Sonu Nigam

Songs with similar chords