Tabs&Chords

Ek Pyaar Ka Nagma Hai Chords – Lata Mangeshkar

Chords
C · G · F · Bb
Capo
None
Genre
Bollywood

Verse

   C       G     C    C        G      C
Ek pyar ka nagma hai, maujo ki ravani hai x2

Verse

G                    F
Zindagi aur kuch bhi nahin,

Verse

     G    F      C
Teri meri kahani hai

Refrain

   C       G     C
Ek pyar ka nagma hai

Verse 1

     C             G
Kuch paakar khonaa hai
     C            G
Kuch khokar paana hai
Bb               F   G        C     G
Jeewan ka matlab to, aana aur jaana hai
   C      G      C   C  G    C
Do pal ke jeewan se, ek umra churani hai
G                    F
Zindagi aur kuch bhi nahin,
     G    F         C
Teri meri kahani hai

Verse 2

   C                G       C            G
Tu dhaar hai nadiya ki, Mai tera kinaraa hun
   Bb          F        G    C      G
Tu mera sahara hai Main tera sahara hun
C           G        C               G     C
Ankhon mein samandar hai, Ashaaon ka paani hai
G                    F
Zindagi aur kuch bhi nahin,
     G    F      C
Teri meri kahani hai

Verse 3

C               G          C           G
Toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
Bb                       F   G       C          G
Bbaadal hai yeh kuch pal ka, Chhakar dhal jaana hai
C            G   C                G       C
Parchhaaiyan rah jaati, Rah jaati nishani hai
G                    F
Zindagi aur kuch bhi nahi
     G    F      C
Teri meri kahani hai
   C       G     C
Ek pyar ka nagma hai

FAQ

What chords are in Ek Pyaar Ka Nagma Hai?

Ek Pyaar Ka Nagma Hai by Lata Mangeshkar uses 4 chords: C, G, F, Bb.

Do you need a capo for Ek Pyaar Ka Nagma Hai?

No, it is played without a capo.

More songs by Lata Mangeshkar

Songs with similar chords