E A Dil kahe kahaaniyan pehli dafa E A Armaano mein rawaniyan pehli dafa
C#m A E B Ho gaya begana main hosh se pehli dafa C#m A E B Pyaar ko pehchana ehsaas hai yeh naya
C#m Suna hai, suna hai.. A Yeh rasm-e-wafa hai E Jo dil pe nasha hai B Woh pehli dafa hai (x2)
E Kabhi dard si, kabhi zard si A B Zindagi benaam thi E Kahin chahatein hui meherbaan A B Haath badh ke thaamti C#m B Ik woh nazar, ik woh nigaah A B Rooh mein shaamil iss tarah
C#m A E B Ban gaya afsana ik baat se pehli dafa C#m A E B Paa liya hai thikana baahon ki hai panaah
C#m Suna hai, suna hai.. A Yeh rasm-e-wafa hai E Jo dil pe nasha hai B Woh pehli dafa hai
E Lage bewajah alfaaz jo A B Woh zaroorat ho gaye E Taqdeer ke kuch faisley A B Jo ganimat ho gaye C#m B Badla hua har pal hai A B Rehti khumari har jagah
C#m A E B Pyaar tha anjaana hua saath mein pehli dafa C#m A E B Yeh asar ab jaana kya rang hai yeh chadha
C#m Suna hai, suna hai.. A Yeh rasm-e-wafa hai E Jo dil pe nasha hai B Woh pehli dafa hai (x2)
Pehli Dafa by Atif Aslam uses 4 chords: E, A, C#m, B.
No, it is played without a capo.
The original key is C#m.