G Cadd9 Am D G niyyat-e-shauq bhar na jaa.e kahīñ Em Cadd9 G tū bhī dil se utar na jaa.e kahīñ
Em D Cadd9 G aaj dekhā hai tujh ko der ke ba.ad G Cadd9 Am D G aaj kā din guzar na jaa.e kahīñ
Em D Cadd9 G na milā kar udaas logoñ se G Cadd9 Am D G husn terā bikhar na jaa.e kahīñ
Em D Cadd9 G aarzū hai ki tū yahāñ aa.e G Cadd9 Am D G aur phir umr bhar na jaa.e kahīñ
Em D Cadd9 G jī jalātā huuñ aur sochtā huuñ G Cadd9 Am D G rā.egāñ ye hunar na jaa.e kahīñ
Em D Cadd9 G aao kuchh der ro hī leñ 'nāsir' G Cadd9 Am D G phir ye dariyā utar na jaa.e kahīñ
Em Cadd9 G tū bhī dil se utar na jaa.e kahīñ G Cadd9 Am D G niyyat-e-shauq bhar na jaa.e kahīñ
Niyat-E-Shauq by Papon uses 5 chords: G, Cadd9, Am, D, Em.
No, it is played without a capo.