Am G F E Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya Am G F E Sammbhalo mujhko, oh mere yaro, sambhalna mushkil hogaya
E F G F E Dil mein mere khawab tere taseevere jaise ho deewaar pe E F G F E Tujh pe fida main kyu hua aata hai gussa mujhe pyaar pe Am G F Main luth gaya, maan ke dil ka kahaan, main kahin ka na raha E Kya kahun main dilruba
Am G F E Bura ye jaadu teri aankhon ka ye mera katil hogaya Am G F E Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya Am G F E Sammbhalo mujhko, oh mere yaro, sambhalna mushkil hogaya Am G F E Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
E F G F E Maine saada chaha yahi daman bachalu haseeno se main E F G F E Teri kasam khwabon main bhi baachta phira naazneeno se main Am G F Tauba magar mil gayi tujhse nazar mil gaya dard-e-jigar E Sun zara, o bekhabar
Am G F E Zara sa has ke jo dekha tu ne main tera bismil hogaya Am G F E Gulabi aankhen jo teri dekhi sharaabi ye dil hogaya
Gulabi Aankhen by Atif Aslam uses 4 chords: Am, G, F, E.
No, it is played without a capo.
The original key is C.