F Ghar se nikalte hi C F Kuch door chalte hi Am C F Raste mein hai uska ghar
F Am Pehli dafaa maine A# Jab usko dekha to C F Saansein gayi yeh thehar
F C Rehti hai dil mein mere Dm F Kaise bataaun usey F C Main toh nahi keh sakaa Dm F Koi bataa de usey
F Ghar se nikalte hi C F Kuch door chalte hi Am C F Raste mein hai uska ghar
F Am Uski gali mein hai dhali A# C F Kitni hi shaamein meri Dm Am Dekhe kabhi woh jo mujhe A# C F Khush hoon main itne mein hi
Gm F Maine tareeke sau aazmaaye Gm F Jaake usey na kuch bol paye G F Baithe rahe hum raat bhar
F Jo paas jaata hoon C F Sab bhool jaata hoon Am C F Milti hai jab yeh nazar
F Ghar se nikalte hi C F Kuch door chalte hi Am C F Raste mein hai uska ghar
F Am Kal jo miley woh raahon mein A# C F Toh main usey rok loon Dm Am Uske dil mein kya hai chhipa A# C F Ik baar main poochh loon
Gm F Par ab wahaan woh rehti nahi hai Gm F Maine suna hai woh jaa chuki hai G F Khaali pada hai yeh sheharâ¦
F Main phir bhi jaata hoon C F Sab dohraata hoon Am C F Shayad miley kuch khabar
F Ghar se nikalte hi C F Kuch door chalte hi Am C F Raste mein hai uska ghar
Ghar Se Nikalte Hi by Armaan Malik uses 7 chords: F, C, Am, A#, Dm, Gm, G.
No, it is played without a capo.